Pezons of Choomantar:- (o baby, o baby ..) Choomantar - 4 times Choomantar ho aaja chal gum ho jaaye Choomantar ho khud se hi khud kho jaaye Choomantar ho nazron mein hum na aaye Dhoondhe jahan, hum bhi na jaane hum hai kahan Choo le zameen se woh aasmaan Chalo re lo re lo re o re, chalo re ro re (what is wrong, let me do ..) (o baby, o baby ..) Are you ready for this, are you ready for this (what what) Are you ready for this, are you ready for this (what what) Thodi si yaari yaara raahon se nibha lein Apne pe bhi toh kabhi apni chala lein Thodi si yaari yaara raahon se nibha lein Apne pe bhi toh kabhi apni chala lein Hum chale kahin, aawara ho kar naape zameen Hum dhoondhe kahin, kuch aisa jo khoya hi nahin Choomantar ho aaja chal gum ho jaaye Choomantar ho khud se hi khud kho jaaye Choomantar ho nazron mein hum na aaye Ho choomantar, ho choomantar Palkon ki daali pe jo sapne lagey hain Khwaishon ki garmi se woh pakne lagey hain Palkon ki daali pe jo sapne lagey hain Khwaishon ki garmi se woh pakne lagey hain Hmmm ruko zara, dekhein toh kya hai yeh maajra Hmmm sabhi tarah khwaishon se hai yeh dil bhara Choomantar ho aaja chal gum ho jaaye Choomantar ho khud se hi khud kho jaaye Choomantar ho nazron mein hum na aaye Dhoondhe jahan, hum bhi na jaane hum hai kahan Choo le zameen se woh aasmaan Chalo re lo re lo re o re, chalo re ro re (what is wrong, let me do ..) (o baby, o baby, come now baby ..) ----------------Pezons-------------